Pages

Gornji oglas

Tuesday, December 11, 2012

Be Intehaan Lyrics – Race 2 – Atif Aslam



Be Intehaan lyrics from the movie Race 2 featuring Saif Ali Khan, John Abraham, Deepika Padukone, Jacqueline Fernandes, Anil Kapoor and Amisha Patel. Be Intehaan song is sung by Atif Aslam and Sunidhi Chauhan.
Race 2 is directed by Abbas Mustan, the music has been composed by Pritam Chakraborty. The lyrics of the song Be Intehaan have been penned by Mayur Puri.
After a super hit Race in 2008 here comes the sequel Race 2 featuring Saif Ali Khan, Deepika Padukone, John Abraham, Jacqueline Fernandez, Anil Kapoor & Ameesha Patel. The starcast has gone superb and after watching trailer you just can’t wait to watch the movie.
Saif Ali Khan and Anil Kapoor reprise their roles of as Ranvir Singh and Inspector Robert D’Costa from the previous film while Bipasha Basu will reprise her role of Sonia in a cameo.
Movie Directed By: Abbas-Mustan
Produced By: Ramesh Taurani, Kumar Taurani, Ronnie Screwvala
Starcast: Saif Ali Khan, Deepika Padukone, John Abraham, Jacqueline Fernandez, Anil Kapoor & Ameesha Patel.
Music Director: Pritam
Song: Be Intehaan
Singers: Atif Aslam, Sunidhi Chauhan
Lyrics : Mayur Puri
Banner: Tips Music Films, UTV Motion Pictures
Release Date: January 25th 2013
Suno na
Kahe kya suno na
Dil mera suno na
Suno zara
Teri baahon mein
Mujhe rehna hai raat bhar
Teri baahon mein hogi subah
Be intehaan (Be intehaan) be intehaan
Yun pyaar kar (Yun pyaar kar) be intehaan
Dekha karun
Sari umar (Sari umar)
Tere nishan, be intehaan
Koi kasar na rahe, meri khabar na rahe
Choole mujhe is kadar be intehaan
Jab saanson me teri saansen ghuli toh phir sulagne lage
Ehsaas mere mujhse kehne lage
Aa baahon me teri aake jahaan do yun simatne lage
Sailaab jaise koi behne lage
Khoya hun main aagosh mein
Tu bhi kahaan ab hosh mein
Makhmali raat ki ho na subah
Be intehaan (Be intehaan) be intehaan (Be intehaan)
Yun pyaar kar (Yun pyaar kar) be intehaan
Gustakhiyan.. kuch tum karo..
Kuch hum karen is tarah..
Hun sharma ke do saayen hai jo
Muh ferle hum se yahaan
Haan choo toh liya hai ye jism tune
Rooh bhi chum le
Alfaaz bhige bhige kyyun hai mere
Haan yun choor hoke majboor hoke
Katra katra kahen
Ehsaas bhige bhige kyun hain mere
Do bekhabar bhige badan
Ho besabar bhige badan
Le rahe raat bhar angdaiyaan
Be intehaan (Be intehaan) be intehaan (Be intehaan)
Yun pyaar kar (Yun pyaar kar) be intehaan
Dekha karun (Dekha karun)
Sari umar (Sari umar)
Tere nishan, be intehaan
Koi kasar na rahe, meri khabar na rahe
Choole mujhe is kadar be intehaan

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.